Pages

Friday, 2 March 2012

Baba Saxidas Ji Ki Beemari Aur Ilaaj

Ek Baar Baba Saxidas Bahut Hi Bimaar Pad Gaye Aur Unko Kaafi Doctors Ko Dhikhaya Par Koi Farak Nahi Pada.
Baba Ji Ke Ek Khaas Chele Ko Yaad Aaya Ki Baba Ji Ke Khas Hakeem Ji Hai, Unko To Abhi Tak Dikhya Hi Nahi Gaya.
Usne Hakeem Ko Bulvaya Aur Baba Saxidas Ki Halat Ke Bare Mein Bataya.
Hakeem Ne Baba Ji Ko Check Kiya Aur Bataya Ki Sex Na Karne Ki Vajah Se Andkosh Mein Virya Jam Gya Hai,
Aur Iska Ek Hi Ilaaj Hai Ki Baba Ji Kam Se Kam Teen-Chaar Din Jam Kar Sex Kare.
Ab Smasya Thi Ki Baba Ji Ko Ye Baat Kon Bataye, Himmat Kar Ke Chela Baba Ji Ke Pass Gaya Aur Bola
Chela: “Baba Aapko Jo Bimaari Hui Hai Wo Bilkul Hi Theek Ho Jayegi
Baba Saxidas: “Kya Dvaai Bataai Hai?
Chela: “Baba Aapko Sirf Teen-Chaar Din Sex Karna Padega
Baba Saxidas: “Ye Nahi Ho Sakta Main Baal-Brahmchari Hun
Chela: “Lekin Baba Apni Health Ke Liye Ek Dava Ke Tor Par To Kar Hi Sakte Ho
Baba Saxidas: “Nahi Ye Kaam Main Kisi Bhi Surat Mein Nahi Kar Sakta
Chela Wapas Chala Jata Hai Aur Bada Pareshan Ho Jata Hai, Par Achanak Se Hi Usko Ek Idea Aata Hai Aur Wo Bhukh Hadtaal Par Beth Jata Hai.
Baba Ji Ko Ye Bat Pata Chali To Unhone Use Apne Pass Bulvaya.
Baba Saxidas: “Tum Bhukh Hadtaal Kyo Kar Rahe Ho?
Chela: “Baba Ji Aap Apna Ilaaj Nahi Karwa Rahe To Ham Apne Praan Tyaag Denge
Baba Saxidas: “Achha Theek Hai Main Apna Ilaaj Karwa Leta Hoon Par Uske Liye Kuch Sharte Hai
Chela: “Theek Hai Baba Ji Aap Apni Sharte Bata De
Baba Saxidas: “Jo Bhi Ladki Mere Sath Sex Ke Liye Lekar Aao Wo Andhi Honi Chahiye Taki Wo Hamein Dekh Na Sake
Chela: “Theek Hai Baba Ji
Baba Saxidas: “Aur Wo Ladki Behri Bhi Honi Chahiye Taki Hamari Awaaz Ko Na Sun Sake
Chela: “Theek Hai Baba Ji Wo Ladki Andhi Aur Behri Hogi
Baba Saxidas: “Aur Wo Ladki Gungi Bhi Honi Chahiye Taki Kisi Bhi Tarah Is Sex Ke Bare Mein Kisi Ko Bata Na Sake
Chela: “Theek Hai Baba Ji Wo Ladki Andhi, Behri Aur Gungi Hogi
Baba Saxidas: “Ek Aur Sabse Jaruri Shart Bhi Hai Hamari
Chela: “Wo Kya Hai Baba Ji?
Baba Saxidas Chele Ko Ankh Marte Hue Bole: “Ladki Ek Dam Jhakkas Maal Honi Chahiye

No comments: